Aage hai manzil ka mukam magar
Dekhu palat kar to aisa lagta hai
Kahi aage badhna kahi khud se dur bhagna toh nai
Dekhu palat kar to aisa lagta hai
Kahi aage badhna kahi khud se dur bhagna toh nai
Nikale the waqt ke saath saath
Fir jaate jaate mile ek din ,
Uss waqt ki kuch yaado se
Yaado mai kuch samay kya kho gye
Samay aage nikal gya ,
Aage hai ummedo ka mukam magar
Dekhu palat kar to aisa lagta hai
Kahi aage badhna kahi khud se dur bhagna toh nai..
Fir jaate jaate mile ek din ,
Uss waqt ki kuch yaado se
Yaado mai kuch samay kya kho gye
Samay aage nikal gya ,
Aage hai ummedo ka mukam magar
Dekhu palat kar to aisa lagta hai
Kahi aage badhna kahi khud se dur bhagna toh nai..

No comments:
Post a Comment